Author Topic: [Banned]amit_8837  (Read 4129 times)

Offline amit_8837

  • Newbie
  • *
  • Posts: 8
  • Rank: Unknown
  • Score: Unknown
[Banned]amit_8837
« on: April 10, 2018, 01:42:46 pm »
.In-game-name - amit_8837
.Your IP address - [IP address has been removed due to the General Data Protection Regulation]
.the date you were banned - 1 week
.extra space for you to explain what happened- jab maine game khelna samp pe ptp server khelna start kiya tab usse pahle se mere computer me parkour mod tha ptp khelte samaye muhjse galti se parkour mod use hogya tha.tab mai ban hogya tha.tab maine parkour mod delete kardiya tha apne pc se phir koi hack or mod download kiya tha.aur mujhe nahi pata tha unban application likhi jati hai phir maine apna naam change kiya aur mai khela narendra_modi ke naam se or mai koi hack use nahi karta tha lekin phir mai ban hogya reason tha ban evasion phir phir jab mai kholta tab server closed connection show karta tha phir maine discord server  pe puch to kisi tum ban hogya ho unban application daaldo to maine usse puch kaise daalte tab usne mujhe link share tab maine unban application likhi unban hone ke liye lekin mujhe ban kardiya gaya 6 month baad hi mai application likh sakta....hoon.. intzaar nahi raha tha tab application likhi hindi me taki mai puri baat samja sakoon.to jo bhi admin ye padh raha hai plz mere baat ko samjna mai jhoot nahi bol raha hoon .eng zada acchi nahi hai tabhi hindi me likha hai.
« Last Edit: May 27, 2018, 03:23:38 pm by Skittles »

Offline Sumit

  • Admin
  • Sr. Member
  • ****
  • Posts: 498
  • Rank: Hard-ass
  • Score: 25776
Re: unban me in hindi plz read
« Reply #1 on: April 10, 2018, 02:21:59 pm »
Hi Amit,
 Tujhe is server se ban kara gya tha bahut hacks ke liye , ye tera pehla hack nahi tha. Aur tu bhir bhi evade krta gya jab tak tujhe range ban nhi kara admins ne. So teri punishment yhi ha ki tere pass aur koi option nhi ha 6 months rukne ke alawa. 6month baad tu dobara aaply kar sakta ha aur is beech tune evade kra to shayad tujhe permanent ban krde aur fir tu kabhi na khel paye.